Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGauhar Kanpuri
HomeGauhar Kanpuri
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon mein to hai barsaat magar hain sulge huye jazbaat magar dil banke chita jalne hi laga dil jalne laga hooo dil jalne laga aankhon mein to hai barsaat magar hain sulge huye jazbaat magar dil banke chita jalne hi laga dil jalne laga hooo dil jalne laga yeh aansu yeh behate aangare tan man ko jala ke chhodenge yeh aahen yeh aahon ke dhaare jeevan ko bahake chhodenge ek pal mein kayi yug beet gaye lo shaam huyi din dhalne laga dil jalne laga hooo dil jalne laga aankhon mein to hai barsaat magar hain sulge huye jazbaat magar dil banke chita jalne hi laga dil jalne laga hooo dil jalne laga main wo musafir hoon jiski rahen bhi nahin manzil bhi nahin aisi lehar hoon main jiske liye toofaan bhi nahin saahil bhi nahin chalna hi likha tha kismat mein anjani dagar main chalne laga dil jalne laga hooo dil jalne laga aankhon mein to hai barsaat magar hain sulge huye jazbaat magar dil banke chita jalne hi laga dil jalne laga hooo dil jalne laga
jingal bells jingal bells jingal all the way santa clause is comming along driving on a slay aao tumhein chand pe le jaayein pyaar bhare sapne sajayein chhota sa bangla banayein ek nayi duniya basayein ho o o o aao tumhein chand pe le jaayein pyaar bhare sapne sajayein chhota sa bangla banayein ek nayi duniya basayein ho o o o aao tumhein chand pe le jaayein pyaar ki hai duniyaan door aasmaa pe mil ke na bichhde koi wahaan pe aisi bhi ek dagar hai aisa bhi ek nagar hai ho o o o aao tumhein chand pe le jaayein pyaar bhare sapne sajayein chhota sa bangla banayein ek nayi duniya basayein ho o o o aao tumhein chand pe le jaayein ghum jahaan soye aur khushi jaage aas ki hai manzil taaron se aage dil wahaan rote nahin hain aansoon to hote nahin hain ho o o o aao tumhein chand pe le jaayein pyaar bhare sapne sajayein chhota sa bangla banayein ek nayi duniya basayein
abhi abhi thi dushmani abhi hai dosti abhi abhi thi dushmani abhi hai dosti dil vil meri manzil nahin main to chali chali reeeeeeeee reeeeeee abhi abhi thi dushmani abhi hai dosti dil vil meri manzil nahin main to chali chali reeeeeeeee reeeeeee chhodo naa hmmm gori gori baahon ko are are chhodo ji dekho inn addaon se naata nahin jodo ji aah gori gori baahon ko are are chhodo ji dekho inn addaon se naata nahin jodo ji iske aage pyaar hai pyaar to bekaar hai hai haiiiii abhi abhi thi dushmani abhi hai dosti dil vil meri manzil nahin main to chali chali reeeeeeeee reeeeeee aise hi akele mein pyaar kiya jaata hai kasam khaayi jaati hai waada kiya jaata hai aise hi akele mein pyaar kiya jaata hai kasam khaayi jaati hai waada kiya jaata hai baad mein phir shaadi hai shaadi mein barbaadi hai hai haiiiii abhi abhi thi dushmani abhi hai dosti dil vil meri manzil nahin main to chali chali reeeeeeeee reeeeeee banoge pujaari tum mujhe devi jaanoge beete jahaan do din to daasi
Allah Hi Dega Maula Hi Dega
aye mere humsafarrrrr aye meri jaane jaan aye mere humsafarrrrr aye meri jaane jaan meri manzil hai tuuuu tu hi mera jahaan oye oye oye oye oye aye mere humsafarrrrr aye mere jaane jaan aye mere humsafarrrrr aye mere jaane jaan ban gaye aaj hum do badan ek jaan oye oye oye oye oye aye mere humsafarrrrr aye meri jaane jaan bheega bheega aanchal aankhon ka ye kaajal ghayal na kar de mujhe seene ki ye hulchal badhne lagi pal pal paagal na kar de mujhe hoo hoo hooo bheega bheega aanchal aankhon ka ye kaajal ghayal na kar de mujhe seene ki ye hulchal badhne lagi pal pal paagal na kar de mujhe paagal jo hum ho gayeeeee ban jaayegi daastaann aahista bolo sanammmm sun lega saara jahaan meri manzil hai tuuuu tu hi mera jahaan aye mere humsafarrrrr aye meri jaane jaan aye mere humsafarrrrr aye mere jaane jaan saanson ke ye shole saanson mein tu ghole pal mein pighal jaayen hum honthon ke angaare honthon pe humare rakh de to jal jaayen hum hooo hooo hooo saanson ke ye shole
heyyyyyy dekho ye naari hai khota rupaiyaa dekho ye naari hai khota rupaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa dekho ye naari hai khota rupaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa paida huyi hai jabse ye aafat roz ke jhagde roz museebat haan paida hui hai jabse ye aafat roz ke jhagde roz museebat neta ko apne aage jhoot main kachcha samjhe neta ko apne aage jhoot main kachcha samjhe hum jaise gyani ko ji do din ka bachcha samjhe ee dekho ye naari hai khota rupaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa nar jo kamaaye naari udaaye mehnat pe apni jhaadu phiraye nar jo kamaaye naari udaaye mehnat pe apni jhaadu phiraye apni akal ka bhussa mardon ke sar mein bharde apni akal ka bhussa mardon ke sar mein bharde ulte chhure se ye to sabki hajamat kar de haan dekho ye naari hai khota rupaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa saadhu ka jaadu bole re bhaiyaa naagin ke sang ho naari jo yaaro
aaya re aaya re aaya re aaya reeeee heyyyyyy zakhmi dilo ka badla chukane zakhmi dilo ka badla chukane aaye hain deewane deewane aaye hain deewane deewane aaye hain diwane diwane aali re aali re holi aali re aali re holi aali mastaanon ki toli tufaan dil mein liyeeeee tufaan dil mein liyeee ho hoooooo hooooo hey holi ke rang mein dil ka lahu ye kis ne mila diya aayi bahaar kaliyan khili to gulshan jala diya hey holi ke rang mein dil ka lahu ye kis ne mila diyaaaaaaa aayi bahaar kaliyan khili to gulshan jala diya dil mein holi jal rahi hai dil mein holi jal rahi hai ab ke baras to hum ko bhi jam ke holi manana hai kanton ke mann mein khatke humesha wo gul khilana hai ab ke baras to hum ko bhi jam ke holi manana haiiiiiii kanton ke mann mein khatke humesha wo gul khilana hai dil mein holi jal rahi hai dil mein holi jal rahi hai aali re aali re holi aali re aali re holi aali mastaanon ki toli tufaan dil mein liyeeeee tufaan dil mein liyeee aankhen hain laal jaise
oo ooo kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar rehta tha ek hans ka joda ek hans ka joda kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar rehta tha ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda roz roz roz bhor hote hi jab khil jaate kamal door door door moti chugne ko hans gharse jaata nikal roz roz roz bhor hote hi jab khil jaate kamal door door door moti chugne ko hans ghar se jaata nikal sandhya hote eeee sandhya hote ghar ko aata jhoom jhoom ke kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar rehta tha ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda jab jab jab chhip jaata tha din taare jaate the khil so jaate hil mil ke wo dono jaise lehron ke dil jab jab jab chhip jaata tha din taare jaate the khil so jaate hil mil ke wo dono jaise lehron ke dil chanda hanstaa aaaa chanda hansta donon ke mukh choom choom ke kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar kaun tha ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda thi unki
hmmm ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi hmmmm ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi dil ki kali khili thi dil ki kali khili thi jab wo mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ghar mein use hum apni dulhan banaa ke laaye baahon ki doli mein hum us ko bithaa ke laaye jab raat ho gayi to armaanon ko jagaaya yaani ke apni bigdi taqdeer ko banaaya naaraaz kaise hoti naaraaz kaise hoti wo so rahi thi haaye ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi phoolon ki chaandni pe hamne usse sulaaya phir pyaar vyaar kar ke seene se bhi lagaaya aage naa hum se poochho us raat hum kahaan the dil dil se mil rahe the do jism ek jaan the maare sharam ke shamma maare sharam ke shamma gul ho gayi thi haaye ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi dil ki kali khili thi dil ki kali khili thi
hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya phir janam lenge hum phir janam lenge hum hoo oo hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya phir janam lenge hum phir janam lenge hum hooo ho ho ho ho hoo hooo ho hooooo ek hai jaan do badan ek mehek do suman ek hai jaan do badan ek mehek do suman seeta hoon main raam tu radha hoon main shyaam tu ho oo hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya phir janam lenge hum phir janam lenge hum pehle bhi the saathi hum aaj bhi tera saath hai pehle bhi the saathi hum aaj bhi tera saath hai ek do janam kuchh nahin sadiyon ki ye baat hai hoo oo hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya phir janam lenge hum phir janam lenge hum hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
hum sabko nek raah chalaana mere allaah bandon ko burai se bachaana mere allaah allaah karam karna maula tu rehem karna allaah karam karna maula tu rehem karna ek vakaya sunaati hoon main apni zubaani apne badon se maine suni hai ye kahaani rehta tha kisi shehar mein ek aisa bhi insaan jo naam ka muslim tha magar kaam ka shaitaan zaalim ko zor e baazu pe apne guroor tha yaani ke bekhudi mein khuda se wo door tha sab log use kehte the jallaad sitamgar masoom ki fariyaad ka us pe na tha asar jo waada usne kar liya wo kar ke dikhaya paison ke liye qatl kiye khoon bahaaya ek din wo behta khoon asar uspe kar gaya insaan zinda ho gaya shaitaan mar gaya allaah karam karna maula tu rehem karna allaah karam karna maula tu rehem karna imaan jise kehte hain farmaan e khuda hai quraan ke har lafz mein uski hi sada hai allaah ne bakshi hai jo imaan ki daulat ye sabse badi cheez hai insaan ki daulat soye huye dilon ko jagaata hai ye imaan bhatke huyon ko raah dikhaata hai ye
jaan e bahaar yaaron ka yaar yaaro mujhe ho hoo sabse hai pyaar heyy main hoon raahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana heyy main hoon raahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana hyee hyee hoo hoo heyy heyy hum jo bahke mahken baharen hum hanse to hansti hain kaliyaan hum ruken to ruk jayen rahein hum chalen to chalti hai duniya main hoon raahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana hai ye dharti apna bistar aur gagan hai apni chadar sardi garmi aandhi tufaan apne aage ek barabar main hoon rahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana itna sa hai mera fasana sabke bigde kaam banana apno se hai yaari apni gairon ko bhi apna jana main hoon rahi mastana mujhe samjho na deewana main zamane se nahin hoon mere dam se hai zamana jaan e bahar yaaron ka yaar yaaro mujhe hooo ooo sabse hai pyaar
hmmmm hmmm hmmm jalta hai jiyaa mera bheegi bheegi raaton mein hey jalta hai jiyaa mera bheegi bheegi raaton mein aajaa gori chori chori ab to raha nahin jaaye re hey aajaa gori chori chori ab to raha nahin jaaye re hmm hmm haaye re haaye re haaye re hmm hmm haaye re haaye re haaye re aye jalta hai jiyaa mera bheegi bheegi raaton mein aajaa gori chori chori ab to raha nahin jaaye re hmm hmm haaye re haaye re haaye re hmm hmm haaye re haaye re haaye re gulaabi ye pyaale hain tere hawaale tu bhi dil ki lagi ko bhujaa le gulaabi ye pyaale hain tere hawaale tu bhi dil ki lagi ko bhujaa le phir naa aaye kabhi aisi raat phir naa aaye kabhi aisi raat hey hey jalta hai jiyaa mera bheegi bheegi raaton mein aajaa gori chori chori ab to raha nahin jaaye re hmm hmm haaye re haaye re haaye re hmm hmm haaye re haaye re haaye re pilaayi hai tumne jo pyaase ko shabnam dil ke shole bhala kaise hon kam pilaayi hai tumne jo pyaase ko shabnam dil ke shole bhala kaise hon kam ban ke
jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya maine jo tujhko chhuaa dil beimaan hua saanson ka taar jhan jhanaya barkha ne pyaar barsaaya hooo oooo jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya baahon mein chori seeee tumko utha loonga honthon se thodi siiii laali chura loongaaaa humko bulaate bhi ho aankhen churate bhi ho aakhir deewana kyun banaaya barkha ne pyaar barsaaya jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya bandhan tere mereeeee ab tak kunwaare hain ban jaa dulhan dil neeee sapne sanwaare hain dil ko behlaana hoga badla chukaana hoga kyun humen raaton ko jagaaya barkha ne pyaar barsaaya jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya maine jo tujhko chhuaa dil beimaan hua saanson ka taar jhan jhanaya barkha ne pyaar barsaaya hooo oooo jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya dekho barkha ne pyaar barsaaya dekho barkha ne pyaar barsaaya dekho barkha ne pyaar barsaaya
kahaan jaate ho ruk jaao tumhen meri kasam dekho mere bin chal nahin paaoge jaanam do kadam dekho kahaan jaate ho ruk jaao kahin bhi jaao humsa chaahne wala naa paaoge humen thukraaoge pachhtaaoge phir laut aaoge khafaa ho ke karo naa apne hi dil pe sitam dekho kahaan jaate ho ruk jaao zara si baat kaa tumne bana daala hai afsaana bana doge kisi deewane ko tum aur deewana humen kuchh kehne ka mauka to dete kam se kam dekho kahaan jaate ho ruk jaao kise maloom tha yun bhi muhabbat rang laayegi hansaaegi mujhe ek din magar sau din rulaaegi humari jaan le lega muhabbat ka ye ghum dekho kahaan jaate ho ruk jaao tumhen meri kasam dekho mere bin chal nahin paaoge jaanam do kadam dekho kahaan jaate ho ruk jaao
Meri Bhi Koi Bahena Hoti
Raat Abhi Baki Hai
main bholi haseena bani jo nageena kahin ki rahi na haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya main bholi haseena bani jo nageena kahin ki rahi na haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya dhak dhak dhak dhadke jigar pal pal pal bhadke nazar dhak dhak dhak dhadke jigar pal pal pal bhadke nazar pag pag par lagta hai dar dar se kahin jaaun na mar neend nahin naina datak nahin rehna badak nahin chaina haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya chhota lage din lambi lage raat pehle to na thi aisi koi baat chhota lage din lambi lage raat pehle to na thi aisi koi baat bairi hua dil tauba dil ke saath aise mauke pe chhoda mera saath main bela chameli thi sabki saheli phirun ab akeli haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya main bholi haseena bani jo nageena kahin ki rahi na haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya la la la la la la laaa lala la la la laa la la la hmm hmm hm hm hm hm hmm hmm hm hm
tumhen geeton mein dhaalunga aaaa aaaa aaaa haaaa tumhen geeton mein dhaalunga tumhen geeton mein dhaalunga saawan ko aane do saawan ko aane do tumhen geeton mein dhaalunga saawan ko aane do saawan ko aane do saawan ko aane do hooooooooooo ooooo oooo oooooo ooooo hooooo ooooo oooooo oooooo hooooo ooooo oooooo oooooo jhulon ki hongi qataaren phoolon ki hongi bahaaren sargam ki lai pe bhanware kaliyon ka ghunghat utaare sapne jaga loonga tumko tumhin se main ik din chura loonga kab saawan ko aane do saawan ko aane do dekho ye shaan humari hum hai pawan ke pujaari dharti gagan ke milan ki aarti humne utaari ab main naa maanunga iss dil ke darpan mein tumko sajaa loonga kab saawan ko aane do saawan ko aane do baadal se ras rang barse pyaasa mann kaahe ko tarse kehti hai barkha deewani gori simat nahin darr se apna banaa loonga dil mein basaa loonga seene se laga loonga kab saawan ko aane do saawan ko aane do
tumhen geeton mein dhaalunga aa aa aa ha tumhen geeton mein dhaalunga tumhen geeton mein dhaalunga saawan ko aane do saawan ko aane do saawan ko aane do tumhen geeton mein dhaalunga tumhen geeton mein dhaalunga saawan ko aane do saawan ko aane do saawan ko aane do hooo hooo hooo hoo hooo hooo hooo hooo jhoolon ki hongi kataaren phoolon ki hongi bahaaren jhoolon ki hongi kataaren phoolon ki hongi bahaaren sargam ki lay pe bhanvre kaliyon ka ghunghat utaaren sapne jaga loonga tumko tumhi se main ek din chura loonga kab saawan ko aane do saawan ko aane do dekho yeh shaan humaari hum hain pawan ke pujaari dekho yeh shaan humaari hum hain pawan ke pujaari dharti gagan ke milan ki aarti humne utaari ab main na maanunga iss dil ke darpan mein tumko saja loonga kab saawan ko aane do saawan ko aane do baadal se ras rang barse pyaasa mann kaahe ko tarse baadal se ras rang barse pyaasa mann kaahe ko tarse kehti hai barkha deewaani gori simat nahin dar se apna bana loonga dil
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Mein To Hai Barsaat Khoon Ki Pukaar (1978) 05:23 37618
 
Poster of Khoon Ki Pukaar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 05:23   Song Number : 37618   

Aao Tumhein Chand Pe Zakhmee (1975) 04:42 20060
 
Poster of Zakhmee (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Asha Parekh
Duration : 04:42   Song Number : 20060   

Abhi Abhi Thi Dushmani Zakhmee (1975) 05:34 14443
 
Poster of Zakhmee (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Reena Roy
Duration : 05:34   Song Number : 14443   

Allah Hi Dega Maula Hi Dega Sangram (1976) 03:51 37815
 
Poster of Sangram (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa
Duration : 03:51   Song Number : 37815   

Aye Mere Humsafar Baazigar (1993) 07:30 18712
 
Poster of Baazigar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shilpa Shetty, Shahrukh Khan
Duration : 07:30   Song Number : 18712   

Dekho Ye Naari Hai Khota Haiwan (1977) 07:01 36937
 
Poster of Haiwan (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Deb Mukherjee, Nazneen
Duration : 07:01   Song Number : 36937   

Dil Mein Holi Jal Rahi Zakhmee (1975) 07:57 20051
 
Poster of Zakhmee (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 07:57   Song Number : 20051   

Ek Hans Ka Joda Lajwanti (1958) 05:28 32972
 
Poster of Lajwanti (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Nargis
Duration : 05:28   Song Number : 32972   

Ek Khoobsurat Ladki Shaadi Se Pehle (1980) 03:39 36904
 
Poster of Shaadi Se Pehle (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Praveen Sood, Shehnaaz
Duration : 03:39   Song Number : 36904   

Hum Na Kabhi Honge Juda Phir Janam Lenge Hum (1977) 04:30 36945
 
Poster of Phir Janam Lenge Hum (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Bhavana Bhatt, Adil Amen
Duration : 04:30   Song Number : 36945   

Hum Sabko Nek Raah Dada (1978) 05:36 17178
 
Poster of Dada (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 05:36   Song Number : 17178   

Jaan E Bahaar Yaaron Ka Yaar Jaan-E-Bahaar (1979) 05:18 36912
 
Poster of Jaan-E-Bahaar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Sachin, Sarika
Duration : 05:18   Song Number : 36912   

Jalta Hai Jiyaa Mera Zakhmee (1975) 05:14 20643
 
Poster of Zakhmee (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Reena Roy
Duration : 05:14   Song Number : 20643   

Jhoomta Saawan Dekho Aaya Do Khiladi (1976) 04:51 16082
 
Poster of Do Khiladi (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 04:51   Song Number : 16082   

Kahan Jaate Ho Ruk Jaao Dulha Bikta Hai (1981) 03:46 18351
 
Poster of Dulha Bikta Hai (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Anwar, Meena Pataki
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Anita Raj
Duration : 03:46   Song Number : 18351   

Meri Bhi Koi Behna Hoti Do Khiladi (1976) 06:09 38046
 
Poster of Do Khiladi (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 06:09   Song Number : 38046   

Raat Abhi Baaki Hai Do Khiladi (1976) 06:42 38936
 
Poster of Do Khiladi (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Jani Babu
Duration : 06:42   Song Number : 38936   

Rabba Mujhe Kya Woh Jo Hasina (1983) 03:57 19184
 
Poster of Woh Jo Hasina (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Ranjeeta
Duration : 03:57   Song Number : 19184   

Saawan Ko Aane Do Sawan Ko Aane Do (1979) 04:01 12484
 
Poster of Sawan Ko Aane Do (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Raj Kamal
On Screen Actors- 
Arun Govil, Zarina Wahab
Duration : 04:01   Song Number : 12484   

Saawan Ko Aane Do (Long Version) Sawan Ko Aane Do (1979) 05:18 37869
 
Poster of Sawan Ko Aane Do (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Raj Kamal
On Screen Actors- 
Zarina Wahab, Arun Govil
Duration : 05:18   Song Number : 37869   
Karaoke Songs of gauhar kanpuri, Sad Songs of gauhar kanpuri, Love Songs of gauhar kanpuri, Dance Songs of gauhar kanpuri, Hip-hop songs of gauhar kanpuri, Best songs of gauhar kanpuri, Super hit songs of gauhar kanpuri, hit songs of gauhar kanpuri, duet songs of gauhar kanpuri, solo songs of gauhar kanpuri, old songs of gauhar kanpuri, famous songs of gauhar kanpuri, Hindi Karaoke Songs of gauhar kanpuri, Hindi Sad Songs of gauhar kanpuri, Hindi Love Songs of gauhar kanpuri, Hindi Dance Songs of gauhar kanpuri, Hindi Hip-hop songs of gauhar kanpuri, best Hindi songs of gauhar kanpuri, super hit Hindi songs of gauhar kanpuri, hit Hindi songs of gauhar kanpuri, duet Hindi songs of gauhar kanpuri, solo Hindi songs of gauhar kanpuri, old Hindi songs of gauhar kanpuri, famous Hindi songs of gauhar kanpuri, Sing Along Songs of gauhar kanpuri, Sing Along Sad Songs of gauhar kanpuri, Sing Along Love Songs of gauhar kanpuri, Sing Along Dance Songs of gauhar kanpuri, Sing Along Hip-hop songs of gauhar kanpuri, Sing Along Best songs of gauhar kanpuri, Sing Along Super hit songs of gauhar kanpuri, Sing Along hit songs of gauhar kanpuri, Sing Along duet songs of gauhar kanpuri, Sing Along solo songs of gauhar kanpuri, Sing Along old songs of gauhar kanpuri, Sing Along famous songs of gauhar kanpuri